Header Ads Widget

header ads

खतरनाक लव स्टोरी शायरी- Love Shayari, Sad

Love Shayari in Hindi for girlfriend

उसके एक एक "लम्हे" की हिफाजत करना

ये खुदा,एक प्यारा सा चेहरा उदास

हो अच्छा नहीं लगता।

Uske Ek Ek "LAMHE" Ki Hifazat Karna

Ye Khuda Ek Pyar Sa Chehra Udaas

Ho Achha Nahi Lagta 

Love Shayari


Log Diwaar Ke Is Paar Nahi Dekhte 

Surat Hasin Ho Tho Kirdaar Nahi Dekhte

लोग दीवार के इस पार नहीं देखते

सूरत हसीन हो तो किरदार नहीं देखते।

Category : Love Shayari

मोहब्बत बहुत छोटा लफ्ज़ है

मेरी जान बस्ती है तुजमे।

Mohabbat Bahut Chhota Lafz Hai

Meri Jaan Basti Hai Tujme

What are the best love shayari for girlfriend?

हम्मेशा के लिए रख लोना अपने पास

कोई कहे तो कह देना के मालिक दिल का।

Hammesha Ke Liye Rakh Lona Apne Pass

Koi Kahe To Kah Dena Ke Maalik He Dil Ka

Love Shayari


कभी नजर ना लगे तेरी मुस्कान को 

दुनिया की हर खुशी मिले मेरी जान को।

Kabhi Nazar Naa Lage Teri Muskan Ko

Duniya Ki Har Khusi Mile Meri Jaan Ko

Category : Love Shayari

सुकून पता है क्या है जान

रात को सोने से पहले आपको देखना।

Sukoon Pata Hai Kya Hai Jaan

Raat Ko Sone Se Pehle Aapko Dekhna

लव शायरी हिंदी में 2022

एक दूसरे को समझ ना भी जरूरी है

सिर्फ हाथ पकड़ लेना ही मोहब्बत नहीं है।

Ek Dusre Ko Samaj Na Bhi Jaruri Hai

Sirf Hath Pakad Lena Hi Mohabbat Nahi Hai

Love Shayari


और कुछ नही चाहिए आए मेरे खुदा 

बस मेरी मोहब्बत से मेरी साड़ी हो जाए।

Aur Kuchh Nahi Chahiye Aye Mere Khuda 

Bus Meri Mohabbat Se Meri Sadi Ho Jaaye

Category : Love Shayari

औरत के लिए सबसे खूबसूरत ये ही की

उसका मेरहम उससे सच्ची मोहब्बत करे।

Aurat Ke Liye Sabse Khubsoorat Ye He Ki

Uska Merham Usse Sachhi Mohabbat Kare

न्यू लव स्टोरी शायरी

छूट जाए ज़माना मुझे कोई हम नही अगर 

साथ आपका होतो हर मुश्किल आसान होगा।

Chhoot Jaaye Zamana Muje Koi Gum Nahi Agar 

Sath Aapka Hoto Har Mushkil Asaan Hoga



Aashiqui Shayari,Miss You Shayari,Love Shayari,Sad shayari,Attitude Shayari,Friendship Shayari,Gulzaar Shayari,Girl Friends Shayari,Insult Shayari,Two Line Shayari,Motivation Shayari,Raksha Bandhan Shayari,happy independence day shayari,Funny Shayari,

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ